Home /

Islamic MCQS

Leave a Comment
Islam me sab se Pehly Shaheed Shabi Hazrat Kharis Bin Abi Khala(R.A) they.
Islam me sab se Pehly Talwar Hazrat Zubair Bin Aof (R.A) ney Uthai.

Islam me sab se Pehly Teer kufar per chalany waly Hazrat Saad Bin Abi Waqas(R.A) they.

Islam me sab se Pehly Shahadat paney wali Khaton ka nam Hazrat Samiya(R.A) then.

Islam ki Pehli Masjad Quba hay.

Islam me sab se Pehly Roza 02 hijri ko farz hoa.

Islam me sab se Qurbani Eid ul Azha , Zil Hajj 02 hijri hoi.

Islam me Sharab ko Kharam 04 hijri ko kya gya.

Islam me sab se Pehly muslman Bachon me Hazrat Ali(R.A) they.

Islam me sab se Pehly muslman Baron me Hazrat Abu Baker Saddique(R.A)they.

Islam me sab se Pehly muslman Khawateen me Hazrat Khadija (R.A) then.

Islam me Pehli martba Ghazwa e Ohad me muslim Khawateen medan e jang me Shrek hoen.

Islam me sab se Pehla Hajj 09 hijri ko ada hoa.

Hazrat Muhammad (SAW) ney Pehli Namaz e Juma 1st Shawal ko pari.

Hazrat Muhammad (SAW) ney Ghar e Sore me 3 din 3 raten Qyam kiya.

Hazrat Muhammad (SAW) ney Fateh Makkah ke sirf 17 roz Makkah me Qyam kiya.

Hazrat Muhammad (SAW) key Hathon pori Zindgi me Ghazwa e Ohad me sirf ak admi Qatal Hoa.

Hazrat Muhammad (SAW) ki Nani Muhtrma ka Name Brra tha.

Sab se Bara Islami mulk Indonesia hai.

2nd bra mulk Pakistan or 3rd Sudan hai.

Khana Kaba ki hight 54 feet 9 inch hai.
Dunya me sab se Pehly Khajoor ka darkhat lagaya gya.
Dunya me sab se Pehly Hazrat Awais(A.S) ne Qalam ka istmal kya.
Dunya ka wast(centre) Makkah Mukarma hai.
Asman ki tadad 7 hai.
Janat or Duzah key 7 chaker hain.
Khabey ka Twaff 7 chaker hain.
Hazrat Usman(R.A) key hath ka likha hoa qalmi Quran Majeed aj be Karachi key ajaebgar me mojood hai.
Azan deney ka trareqa 2 hijri me raij hoa.
Islam ka sab se bara Falsfi (philosopher) Sayidena Imam Ghazali hain.
Hazrat Muhammad (SAW) ko akhri Ghusal Hazrat Ali(R.A) ne diya.
Islam ka purana nam Deen e Khanif hai.
Hazrat Muhammad (SAW) ne dunya me akhri kam Miswaq ki thi.
Jo insan muslman ho kar kafer ho jaey usy "Murrated" kehty hain.
Muslims ka pehla Qibla Masjad e Aqsa thi.
Hazrat Muhammad (SAW) key Nana ka nam Wahab tha.
Musa (A.S) key meaning hain Pani se nikla hoa.
Hazrat Musa key zmany key Feron ka nam "Asas" tha.
Hazrat Adullah Bin Ans (R.A) AP(SAW) key wisal key sadmey ko bardasht na kr saky or wafat pa gey.
Masjad e Nabwi ki bunyad 1 hijri ko Hazrat Muhammad(SAW) ne rakhi.
Ghazwa e Ohad sawal 3 hijri ko hoa.
Hazrat Muhammad (SAW) ney apni puri zindgi me sirf 1 hajj kya.
Lafiz "Ibles" key lugwi Mani "Intahi Mayous" key hain.
Islami lashker ki tarf se Hazrat Abu Abeda Bin Itrah(R.A) ney apny kafer Baap ko qatal kya.
Khana kaba ki tamer Hazrat Ibrahim or is ka Naqsha(Map) Hazrat Jabrael(A.S) ney tya kya.
Khana Kaba key Ghulaf key liye 1 gaz kapra istmal hota hai.
Kalma Tayba me 7 alfaz or koi nuqta nai hai.
Masjad e Zrar Munafqeen ne banai.
Hazrat ayub (A.S) saber ki waja se mashor hain.
Koi Orat nabi ya peghamber nai ho saki.
Insar me se sab se pehly Islam Hazrat Rafa Bin Malik(R.A) ney qabol kya.
Tofan e Noah ka waqat 80 admi kashti me sawar they.
Hazrat Ismael (A.S) ki pedaiesh(birth) key waqat Hazrat Ibrahem(A.S) ki umer 86 sal thi.
Hazrat Bin Kharas(R.A) ka nam Quran Majeed me aya hai.
Hazrat Abu Baker Saddique(R.A) ka islam qabol karny se pehly nam Abdul Kaba tha.
Hazrat Ali(R.A) ka nam Hazrat Muhammad(SAW) ney rakha.
Kasoof or Khasoof ki nimazen Soraj Grehan or Chand Grehan key waqat pari jati hain.
Islam key ibtadahi dino me 2 nimazen parhi jati then Fajer or Magrib.
Hajj me ager koi ghalti ho jaey to Bakra ziba kya jata hai.
2 peghamber abi b zinda hain Hazrat Khizer(A.S) or Hazrat Essa (A.S).
Dunya me sab se Khobsort Masjid Istanmbol Turkey me hai.
Hazrat Umar(R.A) key Khutbey per River Neel jari ho gya or aj be jari hai.
Bachey key kan me or Khatry key waqat di jany wali azan key bad nimaz nai parhi jati.
Namaz e Eid ul Fiter, Namaz e Eid ul Azha, Namaz e Jinaza or nimaz e istaqa se pehly azan nai di jati.
Hazrat Muhammad (SAW) key pardada ka nam Khashim tha.
Hazrat Ibrahim(A.S) ko "Abu ul Ambiya" kaha jata hai.
Hazrat Maryam(A.S) wo wahid khaton hain jin ka nam Quran majeed me aya hai.
Islam k bad sab se bara mazhab Budh Mat hai.
Islam ka mazhabi nishan Hilal yani pehli rat ka chand hai.
Mezban e Rasol Hazrat Ayob(R.A) ko kaha jata hai.
Hazrat Noah (A.S) ko "Adam e Sani" be kaha jata hai.
Hijrat se Pehly Madina ka nam "Yasrab" tha.
"Imam ul Ambaya" Hazrat Muhammad (SAW) ko kaha jata hai.

Next PostNewer Post Previous PostOlder Post Home

0 comments:

Post a Comment